shayad hamari kismat mein saath tumhara nahi

kashti bhi hai maazi bhi hai par kinara nahi
kar rakha hai jisne sare ghar main ujala
aansoo hai mera yeh koi toota hua tara nahi