Usko chaha bhi to iqraar na karna aaya,
Usko chaha bhi to iqraar na karna aaya,
Kat gayi umr, hamein pyar na karna aaya ..
Usney maanga bhi agar kuch toh judaai maangi,
Aur ek hum thay ke inkaar na karna aaya ..