Tanhayi ki yeh kuch aisi ajab raat hai
Tanhayi ki yeh kuch aisi ajab raat hai
Tujhse judi hui har yaad mere saath hai
Kis kadar ki thi mohabbat humne tumse
Soch kar hui aaj ashqon se mulaqaat hai
Kaisa junoon tha us ishq mein dil ro aya
Machal utha phir se har woh jazbaa