kaar e duniya tha sakt kaam talab
kaar e duniya tha sakt kaam talab
hum thay araam aur naam talab
aur hasti ki justajoo si hay
sari hasti hay natamam talab
aarzi tha muqaam apna munir
khuahish e zeest thi dawam talab
kaar e duniya tha sakt kaam talab
hum thay araam aur naam talab
aur hasti ki justajoo si hay
sari hasti hay natamam talab
aarzi tha muqaam apna munir
khuahish e zeest thi dawam talab