Barishon k Mosam mein,tum ko yad karnay ki adatein
Barishon k Mosam mein,tum ko yad karnay ki adatein purani hai,
Ab ki bar socha hai, adatein badal dalein,
Phir khayal aya k, adatein badalnay say barishen nahi rukti.