Chiraag tumne jalaya to aankhein bhar aayi

kisi ne haath milaya to aankhein bhar aayi
sukun-e-dil ke liye humne ghar jalaya tha
sukoon fir bhi naa paaya to aankhein bhar aayi