ye sard shamain ye zard pattay
ye sard shamain ye zard pattay
ye mereqadmon main larkharahat
guzarti saa'at k in palon main
main jis ki chahat ko khojta hoon
wo ja chuka hay meheeno pehlay
tapish thi jis ki lahoo main mere
wo is december main ruk gaye
Submitted by: Sameer (+92 300 2711 588)