suna hai us ka abhi dil nahi huwa thanda
suna hai us ka abhi dil nahi huwa thanda
suna hai Ab bhi mere khat jalata rehta hai
humare ghar kabhi
be-ronqi nahi hoti
tera khayal yahan ata jata rehta hai.
Submitted by: Irfan mughal (Irfan_mughal_scorpio@yahoo.com)