Ranj-e-firaq-e-yaar mei ruswa nahi huwa
Ranj-e-firaq-e-yaar mei ruswa nahi huwa
itna mai chup huwa ke tamasha nahi huwa
mushkil huwa hai rehna hume is dayar mei
barson yahan rahe hain, ye apna nahi huwa
milna tha aik baar usy phir kahin Irfan
aisa mai chahta tha, par aisa nahi hu