Meri tarah ka pyar koi aur kyon kare
Meri tarah ka pyar koi aur kyon kare
Ab tera intazar koi aur kyon kare
jab tay huwa ke tujh sey hai dil ka mamla
phir dil ko bekarar koi aur kyon kare
mere elawa kyon koi jhailey Aziyatein
ghaatey ka karobar koi aur kyon kare…