Tujhe kho kar kisi sey pyar hona chahiye tha
Tujhe kho kar kisi sey pyar hona chahiye tha
hume itna tu duniya-dar hona chahiye tha
samjh mei ye nahi aya ke teri daastan mei
humara kon sa kirdaar hona chahiye tha.
Submitted by: Irfan mughal (Irfan_mughal_scorpio@yahoo.com)