kisi aur ko mere haal se na garz hai na koi wasta
kisi aur ko mere haal se na garz hai na koi wasta
mai bikhar gaya hon samait lo mai bigar gaya hon sanwar do
Meri wehshaton ko barha diya hai judaiyon ke ayaab ne
mere dil pe hath rakho zara meri dharkanon ko karar do.