pathar ke us shehr mei meri sunta kon
pathar ke us shehr mei meri sunta kon
dil ne socha, keh ke baat ganwai kyon
wo jo baat be-baat hi jaan lutate thy
waqt para tu sab ne Ankh churai kyon.
pathar ke us shehr mei meri sunta kon
dil ne socha, keh ke baat ganwai kyon
wo jo baat be-baat hi jaan lutate thy
waqt para tu sab ne Ankh churai kyon.