kisi ke sath chahat ho gai tu kya karo gay tum

jafa sehne ki adat ho gai tu kya karo gay tum?
Abhi chahat ganwa dene ki zid hai tum ko shidat se
agar pane ki hasrat ho gai tu kya karo gay tum?