Ankhon ki tahreer ko parhna
Ankhon ki tahreer ko parhna
jis din se mai ne seekh Lia hai
bas us din sey
har ik apna
begana sa lagta hai
jana pehchana har chehra
anjana sa lagta hai.
Ankhon ki tahreer ko parhna
jis din se mai ne seekh Lia hai
bas us din sey
har ik apna
begana sa lagta hai
jana pehchana har chehra
anjana sa lagta hai.