phir se pyar ka dhoka khaya ja sakta tha
phir se pyar ka dhoka khaya ja sakta tha
dil ka kya hai dil behlaya ja sakta tha
kyon wapis na aya ja kar wo jane
lekin us ke pas tu jaya ja sakta tha
Aik tumhara sath agar mil jata tu
sari duniya ko thukraya ja sakta tha.