faislay saray usi ke hain humari babat
faislay saray usi ke hain humari babat
ikhtiar bas itna ke khabar main rehna
na koi khatir na madarat na takreeb e wisal
main to chahta hun faqit teri nazar main rehna
faislay saray usi ke hain humari babat
ikhtiar bas itna ke khabar main rehna
na koi khatir na madarat na takreeb e wisal
main to chahta hun faqit teri nazar main rehna