Meri zindagi ki kitab woh,
Meri zindagi ki kitab woh,
Mere har sawal ka jawab woh,
Main usay parhonga tamam umar,
Meri hayat ka nisaab woh.
Meri har dua uss k liye,
Meri ebaadaton ka sawab woh,
Main sara din usi main maghan,
Meri har raat ka khuab woh,
Likho