dil ka kisa ajeeb hota hai,
dil ka kisa ajeeb hota hai,
pal mai badla nasseb hota hai,
mudatton khud ko mil nahi pata,
wo jo tere kareeb hota hai,
wo jo deta hai mujh ko rog naya,
wohi mera tabeeb hota hai,
itna hi gehra zakham deta hai,
jitna gehra habeeb hota