tere baGair ye ab zindagii kahaaN guzare
tere baGair ye ab zindagii kahaaN guzare
qadam qadam pe tere saath kaa gumaaN guzare
tere badan kaa aalaa_o ho merii saaNson mein
kabhii vo lamhaa bhii ik baar jaan-e-jaan guzre
ye baat ab bhii nahiin hai kisii se kahane kii
tamaam sajde t