sawan ki us haseen rut ka nasha shyad ab bhi baki
sawan ki us haseen rut ka nasha shyad ab bhi baki hai
dil mein us ki yaad ka saman shayad ab bhi baki hai
manzilein teh karta chala gaya mein yunhi umar bhar
dil mein ab bhi shayad us se milne ka jo ik arman baki hai