Urdu SMS
Be a little different and try our Urdu SMS collections. You contacts will surely love it! You can chose from a wide range of Urdu SMS poetry, Funny Urdu SMS, Sad Urdu SMS, Urdu SMS ghazals, Sweet Urdu SMS, Urdu SMS jokes and so much more to enjoy the message ride.
kabhi teri palko me jhilmilaau main,kabhi tere kha
kabhi teri palko me jhilmilaau main,kabhi tere khayalo me khud ko bhul jaau main,bich samundar me jaa kar dagaa mat dena,kaho to kinare par hi doob jaau main,
meree dua hai
meree dua hai
Allah se
apko
bare baloon walee
neeli ankhon wali
lal hontoon wali
patli kamr wali
khuda de
BAKREE
kuin k eid samne aane walee hai na
Toot jaye na bharam hont hilaon kaisay,haal jaisa
Toot jaye na bharam hont hilaon kaisay,haal jaisa bhi hai logon ko sunaon kaisay,teri surat he meri Aankhon ka sapna hai,teray chehray se nigahon ko hataon kaisay,woh rulata hai rulaye mujhay jee bhar kay,meri aankh hai woh;main us ko rulaon kaisay.
..
aaj bhi uski ankhoon main raaz wohi tha, chehra wo
aaj bhi uski ankhoon main raaz wohi tha, chehra wohi tha chehray ka libaas wohi tha,kaisay usko bewafa keh doun, aaj bhi usky dekhnay ka andaz wohi hai
mohbat aur mout dono bin bulaye mehman hotay hain,
mohbat aur mout dono bin bulaye mehman hotay hain,
Kab aa jaye koi nahi janta,
lekin dono ka ek he kam hai,
Ek dil ly jati hai To dusri dharkan
Wo baat kyun karun jiski khabar hi na ho,
Wo dua kyun karun jiska asar hi na ho,
Kaise
yeh Shaam ko phir shaam nahien azaab samjhna
yeh Shaam ko phir shaam nahien azaab samjhna
Mera pal bhar ka saath bhi tum khawab samajhna
Kisi ki inaiyat hain yeh sansein apni
Khamoosh Ankhoon main chupa jawab samajhna
Yehi Wafaa ka silaah hai, to koi baat nahin
Yehi Wafaa ka silaah hai, to koi baat nahin
Yeh dard tum ne diya hai, to koi baat nahin
Kise majaal kahe koi mujh ko deewana
Agar yeh tumne kaha hai to koi baat nahin
ik mudat sey meri soch ka mehwer tum ho
ik mudat sey meri soch ka mehwer tum ho
ik mudat sey meri zaat key ander tum ho
mien terey piyar key saahil pey khara hoo tenha
meri ulfat meri chahat ka samander tum ho
yeh jo rang diya hai tuj ko khuda ney
yeh jo rang diya hai tuj ko khuda ney
kisi aur ka aisa rang nahi
tery husan ki kiya tariif karoon
shairee mien bhi jis ka ang nahi