Urdu SMS
Be a little different and try our Urdu SMS collections. You contacts will surely love it! You can chose from a wide range of Urdu SMS poetry, Funny Urdu SMS, Sad Urdu SMS, Urdu SMS ghazals, Sweet Urdu SMS, Urdu SMS jokes and so much more to enjoy the message ride.
"WAQT" Badal jata hai zindagi k sath sat
"WAQT" Badal jata hai zindagi k sath sath "ZINDAGI" Badal jati hai muhabat k sath sath "MUHABAT" nahi badalti apnu k sath bass "APNE" Badal jatay hai waqt k sath sath…. Armaan From Isb
piney de saqi abhi raat baqi he .apkey naam ka ek
piney de saqi abhi raat baqi he .apkey naam ka ek or jaam baqi he .jana he mujhko larkhartey hoieymekhaney se. peeney do key abi in kadmu maien jaan baqi he
Samander se seekhi hai pyar ki gehrai, raat se see
Samander se seekhi hai pyar ki gehrai, raat se seekhi hai lambi tanhai. Chaand se seekha hai hamne didar-e-yaar, aur tumse seekha hai sirf intezar.
Rishtey bohat ajeeb hote hai, kuch kareeb Kuch Aze
Rishtey bohat ajeeb hote hai, kuch kareeb Kuch Azeez hote hai, Kuch banate hain Hum Apni marzi se, Kuch Humien Zindagi se Naseeb hote hai.
Hasraton Se Hum Aapki Rah Saja Denge, Sapno Ki Dau
Hasraton Se Hum Aapki Rah Saja Denge, Sapno Ki Daulat Hum Aap par Luta Denge, Koi Phool Nahin Aaj Daman Me Lekin, Apke Ane Par Hum Palke Bicha Denge.
(Dedicate for Malik Waqas)
lafz jab tak wazoo nahin karte,
lafz jab tak wazoo nahin karte,
hum teri guftugu nahin karte,
tu mila to ye ehsaas hua,
woh log badnaseeb hain jo teri
justajoo nahin karte.
(Dedicate for Malik Waqas)
Nasha jaruri hai zindagi k liye,par sirf sharab hi
Nasha jaruri hai zindagi k liye,par sirf sharab hi nahi hai bekhudi k liye, kisi ki mast nigahon me doob ja ae dost, bada hasi samundar hai khudkushi ke liye. (Dedicat for malik Waqas)
Kisi ne hume aashiq kaha,
Kisi ne hume aashiq kaha,
Kisi ne hume diwana kaha….
In aankhon me aansu tab aaye,
Jab apnon ne hume begana kaha.
Kitni raatein beet gayi, Kitne pal beet gaye, Bas
Kitni raatein beet gayi, Kitne pal beet gaye, Bas beeta nahi to yaadon ka vo pal, Wo guzra hua kal, Beeti nahi to aankhon ki nami, Aur aap Ki kaami