Missing You SMS

When you miss people who are not with you and you want to send a Miss you SMS to tell them how much you miss them than find a Miss you SMS from our compilation and tell your friends, family and loved one’s that you remember them always and make them feel that you are always there for them. Chose from a range of Sad Miss you SMS, Love Miss you SMS, Romantic Miss You SMS, Cool Miss you SMS, Funny Miss you SMS and much more.

Raat itni haseen thi

May 9th, 2008     Missing You SMS

Raat itni haseen thi
Ke saare so rahe the
Hum hi aise badnaseeb the
Jo aap ki yaad main ro rahe the

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 10.0/10 (1 vote cast)

Baat karni mujhe mushkil kabhi aisi to na thi

May 9th, 2008     Missing You SMS

Baat karni mujhe mushkil kabhi aisi to na thi
jaisi ab hai teri mehfil kabhi aisi to na thi
le gaya cheen ke kaun aaj tera sabr-o-qarar
be-qaraari tujhe ae dil kabhi aisi to na thi

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Merii Ankhon Pe Marta Tha

May 9th, 2008     Missing You SMS

Merii Ankhon Pe Marta Tha
Meri Baton Pe Hansta Tha
Najaney Shakhs Tha Kesa??
Mujhe Khoney Se Darta Tha
Mujay Jab Wo Milta Tha
Yehi Har Bar Kehta Tha
Suno!!
Agr Mein Bhool Jaon Tu??
Agr Mein Rooth Jaon Tu?
Kabii Wapis Na Ahon

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Merii Ankhon Pe Marta Tha

May 9th, 2008     Missing You SMS

Merii Ankhon Pe Marta Tha
Meri Baton Pe Hansta Tha
Najaney Shakhs Tha Kesa??
Mujhe Khoney Se Darta Tha
Mujay Jab Wo Milta Tha
Yehi Har Bar Kehta Tha
Suno!!
Agr Mein Bhool Jaon Tu??
Agr Mein Rooth Jaon Tu?
Kabii Wapis Na Ahon

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

hi i mis you

May 9th, 2008     Missing You SMS

hi i mis you

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Merii Ankhon Pe Marta Tha

May 8th, 2008     Missing You SMS

Merii Ankhon Pe Marta Tha
Meri Baton Pe Hansta Tha
Najaney Shakhs Tha Kesa??
Mujhe Khoney Se Darta Tha
Mujay Jab Wo Milta Tha
Yehi Har Bar Kehta Tha
Suno!!
Agr Mein Bhool Jaon Tu??
Agr Mein Rooth Jaon Tu?
Kabii Wapis Na Ahon

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Jinhein Ker Saka Na Qubool Mian, Woh Shareek-E-Rah

May 8th, 2008     Missing You SMS

Jinhein Ker Saka Na Qubool Mian, Woh Shareek-E-Rah Safar Hoye
Jo Meri Talab Meri Aas The, Wohi Loug Mujh Se Bicher Gaye
Meri Dharkanoun K Qareeb The, Meri Chah The Mera Khuwaab The
Woh jo Roz-O-Shab Mere Pass The, Wohi Loug Mujh Se Bicher Gaye

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Jinhein Ker Saka Na Qubool Mian, Woh Shareek-E-Rah

May 8th, 2008     Missing You SMS

Jinhein Ker Saka Na Qubool Mian, Woh Shareek-E-Rah Safar Hoye
Jo Meri Talab Meri Aas The, Wohi Loug Mujh Se Bicher Gaye
Meri Dharkanoun K Qareeb The, Meri Chah The Mera Khuwaab The
Woh jo Roz-O-Shab Mere Pass The, Wohi Loug Mujh Se Bicher Gaye

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Mujhe Lamha Bhar Ki Rafaqatoun K Siraab Aur Stayen

May 8th, 2008     Missing You SMS

Mujhe Lamha Bhar Ki Rafaqatoun K Siraab Aur Stayenge
Meri Umer Bhar Ki Jo Piyas The, Wohi Loug Mujh Se Bicher Gaye
Yeh Khayal Saare Hain Aarzi, Yeh Gulaab Saare Kaaghzi
Gul-E-Aarzoo Ki Jo Baas The, Wohi Loug Mujh Se Bicher Gaye

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Yaad mein teri aanhe bharta hai koi, har saans ke

May 8th, 2008     Missing You SMS

Yaad mein teri aanhe bharta hai koi, har saans ke saath tujhe yaad karta hai koi, maut to sachai hai aani hai, lekin teri judaai mein har roz marta hai koi….!

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Page 174 of 244« First...102030...172173174175176...180190200...Last »