Islamic SMS
To share what you know about your religion with others is like serving your religion. This is an obligation on every Muslim to spread the word of Allah and to help you with this we have compiled the Islamic messages. Chose from the Sayings in Islamic SMS and spread the word by Islamic SMS collection.
asalamo alaikum to all muslims
asalamo alaikum to all muslims
please say wailik-o-musalam
thanks if u say
allah bless u
khuda hafiz
KOSHISH KERO K TUM DUNYA MAYN RAHO DUNYA TUM MAYN
KOSHISH KERO K TUM DUNYA MAYN RAHO DUNYA TUM MAYN NA RAHAY KEON K KASHTI JAB TAK PANI MAYN RAYHTI HAY KHOOB TAYRTI HAY LAYKIN AGER PANI KASHTI MAYN A JAEAY TU WOH DOOB JATI HAY (HAZRAT ALI (R.A)
BAYWAQOOF PER JAB PARAYSHANI ATI HAY TU WO CHEKHTA
BAYWAQOOF PER JAB PARAYSHANI ATI HAY TU WO CHEKHTA CHILATA HAY JAB K AKALMAND KHUSH HOTA HAY K ALLAH NAY US K LEAY NIYA RASTA KHOLNY KA BANDOBAST KIA HAY (HAZRAT ALI(R.A)
YAH NA SOCHO ALLAH DUA FORAN QABOOL KEON NAHI KERT
YAH NA SOCHO ALLAH DUA FORAN QABOOL KEON NAHI KERTA YAH SHUKER KERO ALLAH HUMAYN GUNAHON KI SAZA FORAN NAHI DAYTA (HAZRAT ALI (R.A)
AGER TUM KISI KO CHOTA DAYKH RAHAY HO TU TUM USAY
AGER TUM KISI KO CHOTA DAYKH RAHAY HO TU TUM USAY DOOR SAY DAYKH RAHAY HO YA PHR GAROR SAY DAYKH RAHAY HO (HAZRAT ALI (R.A)
TUM KISI KO CHAHO OR WO TUMHAYN THUKRA DAY TU YAH
TUM KISI KO CHAHO OR WO TUMHAYN THUKRA DAY TU YAH US KI BADNASIBI HAY OR US K BAD BHI TUM US KO ZABERDASTI APNANA CHAHO TU YAH TUMHARAY NAFS KI ZILLAT HAY (HAZRAT ALI (R.A)
Significances of the prayers.
Significances of the prayers.
Fajar – increases the complexion or noor,
Zohar – increases Income,
Asar – Improves health,
Maghrib – good future 4 u r children,
Esha – peaceful sleep.
<D U A>
<D U A>
Ya ALLAH humein ata kar..
aisi mafi jis k bad gunah na ho,aisi hidayat jis k bad gumrahi na ho,aisi raza jis k bad narazgi na ho,aisi rehmat jis k bad azab na ho,aisi izzat jis k bad zillat na ho "Ameen"
WWW.GUDDUFUN.TK
Chashma he jis k fez ka jaari kdhar gaya, Pusht-e-
Chashma he jis k fez ka jaari kdhar gaya, Pusht-e-Nabi thi jis ki sawari kdhar gaya, Nok-e-Sina p jis n Sunaya Kamaal-e-Haq, QURAN dhondhta hy wo Qaari kdhar gaya.