Islamic SMS
To share what you know about your religion with others is like serving your religion. This is an obligation on every Muslim to spread the word of Allah and to help you with this we have compiled the Islamic messages. Chose from the Sayings in Islamic SMS and spread the word by Islamic SMS collection.
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ki Khususiyat,
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ki Khususiyat,
Aap (S.A.W) Ka Saaya Zameen Pe Nahi Parhta Tha,
Aap (S.A.W) Pe Kabhi Makhi Nahi Bethi,
Aap (S.A.W) Ko Kabhi Jamai Nahi,
Aap (S.A.W) Jaise Aage Dekhte They Waisa Hi Peeche Dekhte They,
<
Hazrat Muhammad (S.A.W) K Pyare Baite Ibraheem Ki
Hazrat Muhammad (S.A.W) K Pyare Baite Ibraheem Ki Wafaat Par Aap (S.A.W) Buhat Ghamgeen Thay,
Bibi Ayesha (R.Z) Ne Aap (S.A.W) Se Arz Kiya K Allah Ta'alah Ne Har Nabi Ko Ye Darja Ata Kia Hai K Wo Apni Zindagi Mein Koi 1 Dua Maang Sakte Hain Jo
Hazrat Muhammad (S.A.W) K Pasandida Khaney,
Hazrat Muhammad (S.A.W) K Pasandida Khaney,
Kadu
Sirka
Zaitoon Ka Tail
Khajoor
Hareera
Shehad
Loki
Gosht
Kharboza
Injeer
Namak.
Hazrat Moosa (A.S) Ne Ek Dafa Allah Ta'alah S
Hazrat Moosa (A.S) Ne Ek Dafa Allah Ta'alah Se Poucha: Aey Allah Ta'alah Jab Tu Khush Hota Hai Tou Tu Kia Karta Hai ?
Allah Ta'alah Ne Farmaya: Jab Mein Khush Hota Hon Tou Barish Karta Hon,
Hazrat Moosa (A.S) Ne Phir Pouch
Hazrat Jibrail (A.S) Ne Huzoor Paak (S.A.W) Se Kah
Hazrat Jibrail (A.S) Ne Huzoor Paak (S.A.W) Se Kaha: Aap K Baad Mein 10 Baar Aonga Or10 Cheezein Duniya Se Le Kar Jaonga,
1- Namaaz,
2- Sabar,
3- Sharam,
4- Muhabbat,
5- Barkat,
6- Insaaf,
7- Sakhawat,
8- Halaal,
9- Ilm
1
Hazrat Ayesha (R.Z) Se Poucha Gaya K Insaan Bura K
Hazrat Ayesha (R.Z) Se Poucha Gaya K Insaan Bura Kab Banta Hai ?
Aap Ne Farmaya: Jab Wo Khud Ko Acha Samajhne Lage.
Hazrat Ali (R.Z) Se Poucha Gaya K Aadmi Bura Kab B
Hazrat Ali (R.Z) Se Poucha Gaya K Aadmi Bura Kab Banta Hai ?
Aap Ne Farmaya Jab Wo Apne Aap Ko Acha Samajhne Lage.
Hazrat Ali (R.Z) Se Kisi Shakhs Ne Poucha K Dost O
Hazrat Ali (R.Z) Se Kisi Shakhs Ne Poucha K Dost Or Bhai Mein Kiya Farq Hai ?
Hazrat Ali (R.Z) Ne Arz Kiya Dost Heera Hai Or Bhai Sona Hai Tou Osi Shakhs Ne Dubara Poucha K Sone Or Heere Nein Kiya Farq Hai ?
Tou Hazrat Ali (R.Z) Ne Farmaya Sona Toot
Hazrat Ali (R.Z) Ne Arz Kiya: Tum Kisi Ko Chaho Or
Hazrat Ali (R.Z) Ne Arz Kiya: Tum Kisi Ko Chaho Or Wo Tumhe Thukrade Tou Ye Os Ki Badd Naseebi Hai Or Os K Baad Tum Os Ko Zabardasti Apnana Chaho Tou Ye Tere Nafs Ki Zillat Hai.
Hazrat Ali (R.Z) Ne Arz Kiya: Sabar Ki Do Sooratai
Hazrat Ali (R.Z) Ne Arz Kiya: Sabar Ki Do Sooratain Hain,
1- Jo Naa-Pasand Ho Ose Bardaasht Karna,
2- Jo Pasand Ho Os Ka Intezaar Karna.