Islamic SMS
To share what you know about your religion with others is like serving your religion. This is an obligation on every Muslim to spread the word of Allah and to help you with this we have compiled the Islamic messages. Chose from the Sayings in Islamic SMS and spread the word by Islamic SMS collection.
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: Main Os Shakhs
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: Main Os Shakhs Ko Jannat K Kinaro Par Garh Dilwane Ki Zamaanat Deta Hon Jo Jhagra Chor De Chaahe Wo Haq Par Ho.
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: Kuch Aise Loog
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: Kuch Aise Loog Honge Jin Ko Jannat Main Jaane Ko Hukum Diya Jaye Ga Lekin Wo Jannat Ka Raasta Bhool Jayeinge Poucha Gaya Ye Kaun Loog Honge ?
Aap (S.A.W) Ne Farmaya: Ye Wo Loog Hain Jin K Saamne Mera Naam Liya Jaye O
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: Kia Main Tumhe
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: Kia Main Tumhe Tumhari Bemaari Or Dawa Bata Doon ?
Sun Lo (Gunaah) Beemari Hai,
Or
(Astaghfaar) Dawa Hai.
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: Khaana Kah K S
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: Khaana Kah K Shukar Ada Karne Wale Ka Darja Sabar Karne Wale Rozaidaar K Barabar Hota Hai,
(Hadeess-Tirmizi Shareef 2021).
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: K Jo Aurat Kam
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: K Jo Aurat Kam Kapre Ya Tang (Tight) Libas Pehnegi Wo 500 Saal Tak Jannat Ki Khusbu Tak Nahe Soong Sake Gi.
Forward 2 All Girls.
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: Jo Shakhs Dast
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: Jo Shakhs Dastar Khwan Se Kahne K Girey Howe Tukre Utha Kar Kahye Ga Wo Kabhi Tang Dast Nahi Ho Ga Or Os Ki Olad Or Olad Ki Olad Kam Aqli Se Mehfuz Rehti Hai.
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: Jo Dua Dosto K
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: Jo Dua Dosto K Liye On Ki Ghair Moojudgi Mein Ki Jaati Hai,
Wo Kabhi Radd Nahi Ki Jaati,
So Remember Me In Your Prayers.
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: Jo Apne Waldai
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: Jo Apne Waldain K Liye Dua Karna Chorh Deta Hai Os K Liye Rizq Tang Kar Diya Jata Hai.
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: Jaisa Amal Kar
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: Jaisa Amal Karo Ge Waisi Hi Addat Pare Gi Jaisi Addat Ho Gi Waisi Seerat Hogi Or Jaisi Seerat Ho Gi Waisi Qismat Paow Ge.
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: Jaisa Amal Kar
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: Jaisa Amal Karo Ge Waisi Hi Aadat Parhe Gi Or Jaisi Aadat Ho Gi Waisi Seerat Ho Gi Or Jaise Seerat Ho Gi Waisi Hi Qismat Pao Ge,
Subhanallah.