Islamic SMS
To share what you know about your religion with others is like serving your religion. This is an obligation on every Muslim to spread the word of Allah and to help you with this we have compiled the Islamic messages. Chose from the Sayings in Islamic SMS and spread the word by Islamic SMS collection.
Name Of Hazrat Muhammad (S.A.W):
Name Of Hazrat Muhammad (S.A.W):
1- Quran-E-Paak Mein (Muhammad And Ahmed),
2- Zaboor Main (Aaqib),
3- Toraat Mein (Maaz),
4- Bible (Farqaleet),
5- Heaven Mein (Abdul Kareem)
6- Sky Mein (Mujtaba),
7- Earth
Kia Aap Jaante Hain ?
Kia Aap Jaante Hain ?
1- Farishton Mein Sab Se Pehle Kis Ne Sajda Kiya ?
2- Hazrat Adam (A.S) Jab Jannat Se Nikale Gaye Tou Kitne Saal Tak Rote Rahe ?
3- Hazrat Muhammad (S.A.W) Or Hazrat Idrees (A.S) Se Mulakat Kab Or Kahan Howi ?
4- Sab Se A
Kabhi B Apni Taqdeer Ya Naseeb Ko Bura Mat Kaho Q
Kabhi B Apni Taqdeer Ya Naseeb Ko Bura Mat Kaho Q K Ye Naseeb Hi Hai Jis Ki Badolat Aap Musalmaan Ho Or Hazrat Muhammad (S.A.W) Ki Ummat Mein Se Ho.
Kabhi B Apne Naseeb Ko Bura Mat Kaho Q K Ye Naseeb
Kabhi B Apne Naseeb Ko Bura Mat Kaho Q K Ye Naseeb Hi Hai K Tum Hazrat Muhammad (S.A.W) K Ummati Ho,
Subhanallah
Jo Shakhs Tumhari Nigahon Se Tumhari Zaroorat Ko S
Jo Shakhs Tumhari Nigahon Se Tumhari Zaroorat Ko Samajh Nahi Sakta,
Ose Kuch Keh Kar Khud Ko Sharminda Na Karo,
Hazrat Usman Ghani (R.Z).
Jab Hazrat Muhammad (S.A.W) Ka Visaal Ka Waqt Qare
Jab Hazrat Muhammad (S.A.W) Ka Visaal Ka Waqt Qareeb Aaya Tou Aap (S.A.W) Ne Hazrat Izraeel (A.S) Se Poucha K Kia Meri Ummat Ko B Maut Ki Itni Takleef Bardaasht Karni Parey Gi Tou Farishte Ne Farmaya: Ji,
Tou Aap (S.A.W) Ki Aankh Mubarak Se Aansu Jari
Islam Is The University,
Islam Is The University,
Duniya Is The Class Room,
Quran-E-Paak Is The Syllabus,
Hazrat Muhammad (S.A.W) Is The Teacher,
Allah Ta'alah Is The Examiner,
Try To Pass The Final Exam.
Hazrat Omar Farooq (R.Z) Ne Arz Kiya: Loogo Ko Itn
Hazrat Omar Farooq (R.Z) Ne Arz Kiya: Loogo Ko Itni Jaldi Maaf Kar Diya Karo Jitni Jaldi Tum Allah Ta'alah Se Maafi Ki Umeed Rakhte Ho.
Hazrat Omar Farooq (R.Z) Ne Arz Kiya: Kisi Mein Ai
Hazrat Omar Farooq (R.Z) Ne Arz Kiya: Kisi Mein Aieb Talash Karne Wale Ki Misaal Os Mak-ki Jaisi Hai Jo Saara Khoobsurat Jism Chor Kar Sirf Zakhm Par Hi Bethti Ho.
Hazrat Omar (R.Z) Ka Qoul Hai: K Hamesha Apne Aieb
Hazrat Omar (R.Z) Ka Qoul Hai: K Hamesha Apne Aieb Yaani (Buraiyan) Or Doosro K Ehsaan Yaad Rakho Or Apne Ehsaan Or Doosro K Aieb Bhool Jaow.