Islamic SMS
To share what you know about your religion with others is like serving your religion. This is an obligation on every Muslim to spread the word of Allah and to help you with this we have compiled the Islamic messages. Chose from the Sayings in Islamic SMS and spread the word by Islamic SMS collection.
jo log Allah aur uske Rasool (S.A.W) ki ita'at karain, Allah se darain aur uski nafarmani se
bachain,,,, wohi log kaamyaab hain..Surah NOOR v 52. NABI (S.A.W)KI ITA'AT AUR
TAQWA HI HAMARI UKHRAWI NIJAT KA ZARIYA HAI…. BESHUK..
Hamare pyare Nabi HAZRAT MUHAMMAD (S.A.W) Allah k
Hamare pyare Nabi HAZRAT MUHAMMAD (S.A.W) Allah k aakhri nabi hain aur un per
IMAAN lana har khas-o-aam k liye zaria-e-nijat aur unn se MUHABBAT juzw-e-iman hai..
Hadithh Sharif mein aata hai k teen (3) khaslatein
Hadithh Sharif mein aata hai k teen (3) khaslatein aisi hain jin mein wo hon gi woh unki badolat
IMAAN i lazzat aur mithas mehsoos karega….. Inn mein se sabse pehli ye hai k ALLAH aur
Uske RASOOL (S.A.W) se sabse ziada MUHABBAT ho.
Rehman k bandey woh hain jo zameen pe aajzi k sath
Rehman k bandey woh hain jo zameen pe aajzi k sath chalte hain aur jahilon se baat cheet k waqt
SALAAM kar k guzar jate hain… Surah FURQAN
"Kya tum iss baat se bekhabar ho gaye ho k tu
"Kya tum iss baat se bekhabar ho gaye ho k tumhare ooper nigran muqarrar hain aur woh
moazziz likhne waley hain…." Surah INFITAAR
Hazrat ALI (R.A) ne eid k din ro ro k bura haal ka
Hazrat ALI (R.A) ne eid k din ro ro k bura haal kar liya.Naye kapre na pehne aur sookhi
roti khane lagey. Kisi ne poocha k aaj to EID hai aap ne koi tayyari nahi ki. Aap ne farmaya k
eid to unki hai jinko ALLAH SUBHAN-A-HU-WA TAALA ne muaf kar dia.H
Sach baat ko jhoot k pardoun mein matt chhupao aur
Sach baat ko jhoot k pardoun mein matt chhupao aur agar tumhe sachai ka ilm ho to usay jaan
boojh kar apne tak na rokey rakho..AL-QURAN
"Aurat ka husn do baton mein hai: 1. Usay koi
"Aurat ka husn do baton mein hai: 1. Usay koi ghair mehrum na dekhe.. 2. Woh kisi ghair
mehrum ko na dekhe. SYEDA FATIMA(R.A)
NABI PAK (PBUH) ne frmaya k,"dunya momin ka q
NABI PAK (PBUH) ne frmaya k,"dunya momin ka qaid khana aur kafir ka jannat hai."Kafir wo
hai jo ALLAH aur USKE RASOOL ki ita'at nahi karta aur apni marzi karta hai..