Islamic SMS
To share what you know about your religion with others is like serving your religion. This is an obligation on every Muslim to spread the word of Allah and to help you with this we have compiled the Islamic messages. Chose from the Sayings in Islamic SMS and spread the word by Islamic SMS collection.
Imam Malik jub Muhammad S.W.M ke Qabr ke pas khare
Imam Malik jub Muhammad S.W.M ke Qabr ke pas kharey they tu farmaya
"hum duniya ke har Insaan ki bat ko
maan bhi sakte hen aur jutla bhi sakte magar Nabi S.W.M ki bat ke Elawah.
Hazrat Ali A.S Says
Hazrat Ali A.S Says
Apne Dushman Ko 1000 Dafa Moqa Do K Wo Tumhara Dost Ban Jaaye
Per Apne Dost Ko 1 Bhi Moqa Na Do K Wo Tumhara Dushman Banay
AE INSAN! MAUT SE PEHLE JO APNI JAN K LYE JAMA KRN
AE INSAN! MAUT SE PEHLE JO APNI JAN K LYE JAMA KRNA HY KR LO.
KAL ALLAH K HAAN TUMHE ISKA POORA BADLA MIL JAYEGA.
AUA ALLAH KISI PE ZULM NHI KRTE.. BESHUK
…03016267671
HAME KAL ALLAHAZZA-WAJAL K SAMNE APNE AMAAL KA HSA
HAME KAL ALLAHAZZA-WAJAL K SAMNE APNE AMAAL KA HSAB DENA HY..
TO APNE LYE JO JAMA KRNA HY KR LO..
AISA ACHA KRO K KAL HUM ALLAH K SAMNE SHARMIBDA NA HON..
SAB SY BARA AALIM
Nabi Karim (Sallaluhu Alihi Wasallam) ny frmaya: TAQWA IKHTIYAR KARO SAB SY BARY AALIM BAN JAO GY
2
SAB SY BARA GHANI
Nabi Karim (Sallaluhu Alihi Wasallam) ny frmaya: QANAAT IKHTIYAR KARO SAB SY BARY GHANI BAN JAO GY…
NABI PAK (PBUH) ne frmaya k,"dunya momin ka q
NABI PAK (PBUH) ne frmaya k,"dunya momin ka qaid khana aur kafir ka jannat hai."Kafir wo
hai jo ALLAH aur USKE RASOOL ki ita'at nahi karta aur apni marzi karta hai..
"Aurat ka husn do baton mein hai: 1. Usay koi
"Aurat ka husn do baton mein hai: 1. Usay koi ghair mehrum na dekhe.. 2. Woh kisi ghair
mehrum ko na dekhe. SYEDA FATIMA(R.A)…
Hazrat ALI (R.A) ne eid k din ro ro k bura haal ka
Hazrat ALI (R.A) ne eid k din ro ro k bura haal kar liya.Naye kapre na pehne aur sookhi
roti khane lagey. Kisi ne poocha k aaj to EID hai aap ne koi tayyari nahi ki. Aap ne farmaya k
eid to unki hai jinko ALLAH SUBHAN-A-HU-WA TAALA ne muaf kar dia.H
Hamare pyare Nabi HAZRAT MUHAMMAD (S.A.W) Allah k
Hamare pyare Nabi HAZRAT MUHAMMAD (S.A.W) Allah k aakhri nabi hain aur un per
IMAAN lana har khas-o-aam k liye zaria-e-nijat aur unn se MUHABBAT juzw-e-iman hai..
jo log Allah aur uske Rasool (S.A.W) ki ita'a
jo log Allah aur uske Rasool (S.A.W) ki ita'at karain, Allah se darain aur uski nafarmani se
bachain,,,, wohi log kaamyaab hain..Surah NOOR v 52. NABI (S.A.W)KI ITA'AT AUR
TAQWA HI HAMARI UKHRAWI NIJAT KA ZARIYA HAI…. BESHUK..
…