Dreams SMS
You don't really understand human nature unle
You don't really understand human nature unless you know why a child on a merry-go-round
will wave at his parents every time around –
and why his parents will always wave back.
suraj tou jaanta hi nahe mere ghar ka raasta
suraj tou jaanta hi nahe mere ghar ka raasta
Phir kis ney mere ghar ka andhaira chura liya
Woh koi aur kab tha mera wahm tha Irfan
Jis ko lapak ke main ney galey sey laga liya.
kab hume chor key gham jate hain
kab hume chor key gham jate hain
Ashk hi aankh mein tham jate hain
sham ati hai tou os ghar ki taraf
Aadatan qadam uth jate hain
Dil kahan jata hai duniya ki taraf
Ye alag baat hai ke hum jate hain.
Halaat tou aisy hain ke himat nahe parti
Halaat tou aisy hain ke himat nahe parti
Lekin Irfan haar ke bhi main zid pey arra hon
Ab faisla mera hi tujh ko maan'na ho ga
Waise na sahi tujh sey mohabat mein barra hon…
Nazdeekiyon mein dur ka manzar talash kar
Nazdeekiyon mein dur ka manzar talash kar
Jo hath mein nahe hai woh pathar talash kar
suraj key ird gird bhatkney sey kya faida?
Darya huwa hai gum tou pathar talash kar…
Deewangi na sahi, dosti he sahi, dil ki lagi na sa
Deewangi na sahi, dosti he sahi, dil ki lagi na sahi, dil lagi hi sahi, tere saath chalne ka shoq hay, e-dost
manzil na sahi, shoq-e-safar he sahi.
Bohat asar rakhta hai har lafz os ki zuban ka..,
Bohat asar rakhta hai har lafz os ki zuban ka..,
Aey kaash key woh mujh sey milne ki dua kare.
Na samjh saka us ka koi bi bahana
Na samjh saka us ka koi bi bahana
Kbi palko pe bithana Kbi nazro se girana
Saki tere maikhani ka dastor he kesa
Pehle g bhar ke pilana
Kbi Qtre Qtre pe tarsana
"Bewas Baloch"