Dreams SMS
Woh kuch sunta to mein kehta,Mujhe kuch Aur kehna
Woh kuch sunta to mein kehta,Mujhe kuch Aur kehna tha Woh pal bhar ko jo ruk jata,Mujhe kuch Aur kehna tha Ghalat fehmi ne bat ko barha dala younhi warna Ussey kuch aur kehna tha,Mujhe kuch aur kehna tha
Muskuraye toh kaise?
Muskuraye toh kaise?
Suraj ki kiran chupaye toh kaise
Phoolon ki mahek churaye toh kaise
na aaye aap ka paigam agar
toh aap hi bataye hum muskuraye toh kaise?
~* gam ki shaam *~
~* gam ki shaam *~
ishq ko bohat badnaam likha
waqt ko hum ne gulam likha
reth par tera naam likh kar
apni mohabbat ka anjam likha
naino mein ek deep jala kar
is ko chiraag be naam likha
is nazam ko maine apni
anwah gam ki sha
Jazbe sache the jo mil gaye hum dono
Jazbe sache the jo mil gaye hum dono
Duniya laakh aayi darmiyaan dewaar ban ke
Zor koi Dil per apna ab chalta nahi hai
Pyaar main tere reh gaye be ikhteyaar ban ke
Baatein teri uttarti hain Dil main Qaraar ban ke
Baatein teri uttarti hain Dil main Qaraar ban ke
Pyaar tera barasta hai mujh par phuwaar ban ke
Duniya sitam kare mujh par parwaah nahi mujhe
Pyaar tera rehta hai mere gird hisaar ban ke
*_Maa_*
*_Maa_*
Maa Ibadat hoti hai
Maa Khudai ka 70wan Hissa hoti hai
Maa Kainat ka har Rang hoti hai
Khud jal jati hai
mager
Humare liye Merham hoti hai
Maa ka Anchal Dhoop mein Badal
Maa ki Bahain Neend ki Rahain
Maa ka Damaan Ha
Dil Ki Gehraiyon Se Chaha Hai Tujhe,,
Dil Ki Gehraiyon Se Chaha Hai Tujhe,,
Apni Angdaiyon Mein Paya Hai Tujhe,,
Kehte Hain Jise Raj-E-Mahobbat. ..
Wo To Humne Hi Sikhaya Hai Tumhe!!!M.IrfaN KhaN
Suno!!!
Suno!!!
Ab kuch dino say haal aysa hay
Koi kitni bhi zillat day
Koi jitni rao-nat say hamain ronday…
Bura bilkul nahi lagta
Gila koi nahi hota
Sukoon mehsoos hota hay
Dua lab say nikalti hay
Suno!!!
Suno!!!
Ab kuch dino say haal aysa hay
Koi kitni bhi zillat day
Koi jitni rao-nat say hamain ronday
Bura bilkul nahi lagta
Gila koi nahi hota
Sukoon mehsoos hota hay
Dua lab say nikalti hay
Ek ajnabi shaks se mujhe itna pyar q hy,
Ek ajnabi shaks se mujhe itna pyar q hy,
Inkar karne par b chahat ka iqrar q hai,
Usey pana nahi meri qismat mai shayad,
Phir har mor pe usi ka intezar q hy,