Dreams SMS
youn loat aao keh ek baar phir say mera ehsas,
youn loat aao keh ek baar phir say mera ehsas,
tumharay sath kay naghmon kay sahar mein doobay
keh jaisay madhur sargoshi ka koi khoya howa saaz
apnay suroon kay jaltarang say khud hi lehkay
youn loat aao keh ek baar phir say mera wajood,
youn loat aao keh ek baar phir say mera wajood,
tumharay sath kay rangon mein kuch is trah rangay,
keh jaisay raat mein phailay sagar ki koi tarpti lehar,
haseen chand ki narm roshni mein behakay
Daikhti rahoon uss ko soochti rahoon uss ko
Daikhti rahoon uss ko soochti rahoon uss ko
Kia nasha sa hoota hai uss ki naram batoon main
Hum say poochiay kooi' kis terhan ka hai sajjan
Hum batain gay wo ik chand hai sitaroon main

Koi gila nahi hai mujhay apni barbadi ka
Koi gila nahi hai mujhay apni barbadi ka
Main to khaali tha aag se jal janay k liye
Ab duniya kuch bhi kahay, mujhay parwa nahi
Main to jeeta tha zindagi, mar janay k liye
In faaslOn ko na samjho meri be-Wafayi
In faaslOn ko na samjho meri be-Wafayi
Main door hoon tumse, paas aanay k liye
Mat jano haqeeqat mere in AansuOn ko
Main to roota hoon tumhein rulanay k liye
Jab bhi qareeb aata hoon batanay k liye
Jab bhi qareeb aata hoon batanay k liye
Zindagi door rakhti hai satanay k liye
MehfilOn ki shaan na samajhna mujhay
Main to hansta hoOn gham chupanay k liye
Mere Damaan ko khushiyo ka nahi Malaal.
Mere Damaan ko khushiyo ka nahi Malaal.
Gham ka khazana jo isko beshumar mila hai.
Woh kamnasib hai jinhe mehboob mil gaya.
Mein khushnasib hun mujhe Intezar mila hai.
Muskaan tere hothon se kahin jaye na,
Muskaan tere hothon se kahin jaye na,
Aansu teri palkon pe kabhi aaye na,
Poora ho tera har khwab aur jo poora na ho
Woh khawab kabhi aaye na ~* Lover Die Love Naver Die *~ M.IrfaN KhaN *~
jo dil-o-nazar ka suroor tha meray paas reh kay bh
jo dil-o-nazar ka suroor tha meray paas reh kay bhi door tha
wahi aik gulaab umeed ka meri shakh-e- jaan pay khila nahi
Kitabon Say Daleel Doon Ya Dil Ko Samnay Rakhoon
Woh Mujh Say Pooch Baithay Hain Mohabbat Kis Ko Kehtay Hain