Dreams SMS
last night thinking of u one tear rolled out
last night thinking of u one tear rolled out
i asked y u r out? tear replyed there is some one
so beautiful in ur eyes that 4 there's no place 4 me
aaseib zada ghar ka main wo darwaza hoon FARAZ…
aaseib zada ghar ka main wo darwaza hoon FARAZ…
deemak ki tarha kha gai jisy dastak ki tamanna..
Sab kuch hy mere pas per dil ki dua nahi,
Sab kuch hy mere pas per dil ki dua nahi,
Door wo muje sy hy per main khafa nahi,
Maloom hy wo b pyar krta hay mujse,
pr thora sa ziddi hai,mgr BEWAFA nahi,
0301-4647182
PathaR ki hai Duniya, jazbat nahi samajti,
PathaR ki hai Duniya, jazbat nahi samajti,
Dil me kya hai Wo baat nai samjti,
Tanha to Chand b hai sitaro ke bich,
magar Chand ka Dard Bewafa Raat nahi samjhati
Apni to mohabbat ki itni kahani hai,
Apni to mohabbat ki itni kahani hai,
Tooti hui kashti or tehhra hua pani hai,
Ek phool kitabon may dam tor chuka hai,
Magar kuch yaad nahi aata yeh kis ki nishani hai
Aakho me viraniya thi , Dil me sanaata tha
Aakho me viraniya thi , Dil me sanaata tha
AAne se unke, in per phoolo ki Bahaar Chha gayi.
Maangi thi Khuda se unki Deedar ki dua
Dua kabul hui or unse milne ki shaam aa gayi.
Dheere Dheere unke aane ki aahat aa gayi,
Dheere Dheere unke aane ki aahat aa gayi,
jo sharad thi sanse unme garmahat aa gayi
Bajane lagi shanai ki terh jo thami thi sanse,
Marne ki tamana nahi thi per jine ki chahat aa gayi.
fasle mere apney he paida karda the lekin yeh soch
fasle mere apney he paida karda the lekin yeh socha na tha tab
ke dil mein us ke judai ke tarap shayad han shayad ab bhi baki hai.
sawan ki us haseen rut ka nasha shyad ab bhi baki
sawan ki us haseen rut ka nasha shyad ab bhi baki hai
dil mein us ki yaad ka saman shayad ab bhi baki hai
manzilein teh karta chala gaya mein yunhi umar bhar
dil mein ab bhi shayad us se milne ka jo ik arman baki hai
Us ajnabi mein yeh kaisi kashish hai,
Us ajnabi mein yeh kaisi kashish hai,
Ke hum uske paas kihche chale aate hain.
Uski aankhon mein ye kaisi gehraayi hai,
Ke hum un mein apne aap ko hi bhul jate hain.
Uski baaton mein yeh kaisi nazaakat hai,
Ke who raat din hamaare khayaalon