Anniversary SMS
Celebrate the completion of a year filled with love and happiness with our Anniversary SMS collection. Find the finest Anniversary SMS poetry, Funny Anniversary SMS, Wedding Anniversary SMS, Sweet Anniversary SMS, Special Anniversary SMS, Anniversary SMS Quotes and Heart Touching Anniversary SMS. What are you waiting for? Go through our collection and chose your message to wish your loved ones in a unique way and make them feel special by wishing them a very happy Anniversary with amazing Anniversary messages.
khusbo'on ki tarha meri har saans main
khusbo'on ki tarha meri har saans main
piyar apna basanay ka wada karo
ranng jitnay tumhari mohabbat kay hain
meray dil main sajanay ka wada karo
Tum Ho Hamesha Kaamyaab Tumhaari Her Khwaahish Ho
Tum Ho Hamesha Kaamyaab Tumhaari Her Khwaahish Ho Poori
Buss Ye Chaahta Hoon Aur Tumhari Khushi Maangta Hoon
~*~
Main Jaanta Hoon Ke Tum Mayray Nahin Ho Lekin
Main Hamesha Khuda Se Tumhaara Saath Maangta Hoon
Agar Lag Jaaye Koi Chot Tumko Ya Ho Jaaow Tum Pare
Agar Lag Jaaye Koi Chot Tumko Ya Ho Jaaow Tum Pareshaan
Tou Meray Haq Main Wo Saari Takleefein Maangta hoon
~*~
AiY KHUDA Meray Dost Ko Gham Se Door Rakhna
Din Raat Tumhaaray Saaray Gham Maangta Hoon
HASIL-E-ZINDAGI—
HASIL-E-ZINDAGI—
Dosroun per faher karne ki bajaie apni zaat ko is qabil banaiay ke loogh aap per faher karein yahi HASIL-E-ZINDAGI hai.
Muskrahat shidat ghum ko chupa lati hai, Muskrahat
Muskrahat shidat ghum ko chupa lati hai, Muskrahat ghamoun ke pahar mein honsle ki chitan hai,
Muskrahat mohabbat ki zuban hoti hai, Muskrahat dimagh ki thandak hai, Muskrahat Masart ka naam hai.
~HUM BHOOL GAIAY!!!
~HUM BHOOL GAIAY!!!
Hum apne Halik-O-Mail ko bhool gaiay,
Hum apni asal or akhri manzil ko bhool gaiay,
Hum apni MAUT-O-QABER ko bhool gaiay,
Hum pul sarat per se guzerne ko bhool gaiay,
Hum AKHRAT or wahan ke KHISAAB-O-KITAAB ko bhool gaia
~HUM BHOOL GAIAY!!!
~HUM BHOOL GAIAY!!!
Hum apne Halik-O-Mail ko bhool gaiay,
Hum apni asal or akhri manzil ko bhool gaiay,
Hum apni MAUT-O-QABER ko bhool gaiay,
Hum pul sarat per se guzerne ko bhool gaiay,
Hum AKHRAT or wahan ke KHISAAB-O-KITAAB ko bhool gaia
Shama-e-tamanna jawaan aaj bhi hai
Shama-e-tamanna jawaan aaj bhi hai
Har hasrat lekin bezuban aaj bhi hai
Manzilon ko nahi naseeb mere kaafile to kya
Rahon pe mere kadmon ke nishaan aaj bhi hain
Udne do in parindon ko azaad fiza mein
Udne do in parindon ko azaad fiza mein
Tumhaare honge agar laut hi ayenge kisi roz
Apne sitam ka dekh lena khud hi asar tum
Zakhm-e-jigar tamaam dikhayenge kisi roz.!!!
Allah qasam maine to socha bhi nahin tha
Allah qasam maine to socha bhi nahin tha
Voh "itnaa" mere dil ko dukhayenge kisi roz
Har roz aayine se yahi puchti hun main
Kya rukh pe tabbassum bhi sajayenge kisi roz..?