Anniversary SMS
Celebrate the completion of a year filled with love and happiness with our Anniversary SMS collection. Find the finest Anniversary SMS poetry, Funny Anniversary SMS, Wedding Anniversary SMS, Sweet Anniversary SMS, Special Anniversary SMS, Anniversary SMS Quotes and Heart Touching Anniversary SMS. What are you waiting for? Go through our collection and chose your message to wish your loved ones in a unique way and make them feel special by wishing them a very happy Anniversary with amazing Anniversary messages.
Zamaney ko gilla hai k khiza ki rutt mae humney
Zamaney ko gilla hai k khiza ki rutt mae humney
Teri yado k shajar ko ku hara rukha howa hai
Tujhey socha nahi kitney dino sey schehz
Ye dukh kis waqt k liye utha rukha howa hai
agar mujhay mil jayay kahin hayat (life) duam
agar mujhay mil jayay kahin hayat (life) duam
apni hayat ko tere naam karna chahta hoo
agar kabhi uthaon jo dua kay liyay apnay haath
har dua main teray liyay ik naya muqam chahta hoon.
Zindagi main guzaray chand lamhay jo tere saath
Zindagi main guzaray chand lamhay jo tere saath
un lamhoon ko amar karna chahta hoon
tere saath iss bandhan ka koi naam na saheh
iss benam say bandhan ko koi naam dena chahta hoo
Aankh ban jati hia sawan ki ghata sham ke baad
Aankh ban jati hia sawan ki ghata sham ke baad
loot jata hai ager koi khafa sham ke baad
wo jo tul jati rahi hia bala sham ke baad
koi to tha jo deta tha dua sham ke baad
aas bharti hia shab-e-hijr yateemon ki tarah
sard ho jati hai ro
~!waqt!~
~!waqt!~
Na jane kounsa din aakhri hoga
Na jane kounsi raat aakhri hogi
Abhi waqt hai kar lo jee bhar ke bate
na jane kounsi sans aakhri hogi
~hawa mein sans~
~hawa mein sans~
Hawa mein saans chali gayi
Saza mein aas chali gayi
Mehsoos hui itni mujhe
Paani ki pyaas chali gayi
Jis dua ki chah thee itni mujhe
Woh dua bhee aaj chali gayi
Mohabat ibadat hoti hai
Kabhi thee paas chali ga
poochta kaun hai seepi main chupe moti ko
tere bas main thi agar mashal-e-jazbat ki lau
tere bas main thi agar mashal-e-jazbat ki lau
tere rukhsar pe gulzar na badhka hota
apne badlay meri tasveer nazar aa jati
tu ne us waqt agar aaina daikha hota
tera ghamaz bana khud tera andaz-e-kalam
tera ghamaz bana khud tera andaz-e-kalam
dil na sambhla tha to qadmon ko sambhala hota
yun to huin mujh se sirf aab-o-hawa ki batain
apne tootay huay fikron ko to parkha hota
Tujhe Izhar-e-Muhabbat se agar nafrat hai
Tujhe Izhar-e-Muhabbat se agar nafrat hai
tu ne honton ko larznay say to roka hota
be niazi se magar kanpti awaz ke saath
tu ne ghabra ke mera naam na poocha hota