Latest SMS Messages
GOLDEN WORDS
GOLDEN WORDS
"Abey, main hon na! Tum log jao double sawari pe, agar tulla rokey tou bas mjhy call lga kr baat krwa dena…"
By:
William Badchoda =P =D
Aik molvi ki bivi marr gai,
Aik molvi ki bivi marr gai,
wo khusray se kehnay laga k alaan kerdo.
khusra mike k aghay ja kar kehnay laga
"haijjmalo pao luddi.
molvi di marr
gai Ae buddi":-)
Tumhara Naam Phool Rakhon To Bikhar Jaogay.
Tumhara Naam Phool Rakhon To Bikhar Jaogay.
Tumhara Naam DIL Rakhon To Toot Jaogay.
Lo Rakh Diya Tumhara Naam KESC.
Jab Chhor Kar Jaogay, 1 Ghantay Baad Wapas Aajaogay. 🙂
Mobile Oscar Awards 2009:
Mobile Oscar Awards 2009:
_O_
\[ ]/
[ ]
[___]
"BEST SMS Sender" Award Goes To
('SameeR')
Ab Jealous Ho Kar Apna Naam na Likhna. 🙂
Unkee galiyon say jub guzray tou manzar ajeeb thaa
Unkee galiyon say jub guzray tou manzar ajeeb thaa,
Dard thaa magar woh dil kay kareeb thaa,
Jisay hum dhoond tay thay apnay haathon kee lakiroon main
Wo kisee doosray kee kismat, kisee aur ka naseeb thaa.
Zindagee Kee Hasseen Rahon Per
Zindagee Kee Hasseen Rahon Per
Apnaa Daaman Sadaa Bachayaa Hei
Her Qadam Phoonk Phoonk Ker Rakhaa
Her Qadam Per Faraib Khayaa Hei
Woh hamaree Bay basee kaa Mazaak banatay gaye..
Woh hamaree Bay basee kaa Mazaak banatay gaye..
Ik Hum hee thay jo pher bhi Muskuratay gaye..
Sur-e-Bazaar bik rahaa thaa PIYAR hamaraa..
Aur ik woh thay jo hamaree Qeemat giratay gaye..
Paas a ker sub hee door chalay jatay hein,
Paas a ker sub hee door chalay jatay hein,
Akaylay thay hum akaylay reh hee jatay hain
Iss dil kas dard dikhayen kisay
Marham laganay walay hi zakm day jatay hein
ankhoon main rehne waloon ko yad nahi karte
ankhoon main rehne waloon ko yad nahi karte
dil main rehne waloon ki baat nahi karte
humari to rooh main bass ghye ho aap
tabhi to aap se milne ki fariyad nahi karte
Her Subah Nikal Partaa Hy Jo Khud Kee Talaash Mein
Her Subah Nikal Partaa Hy Jo Khud Kee Talaash Mein.
Voh Khoyee Huee See Ek Pahchan Hoon Mein.
Naa Ankhon Me Khawaab Heyn Na Dil Mein Tammannaa Koee.
Apnee Banayee Huee Raahon Sey Hee Anjaan Hon Mein.