Latest SMS Messages
in aanhon me aansoo aaye na hote
in aanhon me aansoo aaye na hote
woh jo peeche mur k muskuraye na hote
unke jaane k baad ye gham hota hai
kaash wo zindagi me kabhi aaye na hote
raaz-e-dil na sunana kisi ko yaaro
raaz-e-dil na sunana kisi ko yaaro
duniyaan me sab hamraaz badal jaate hain
kisi k bichar jaane se koi mar nhi jaata
haan magar jeene k andaaz badal jaate hain
aaj tak qaaim hai uske luot aane ki umeed
aaj tak qaaim hai uske luot aane ki umeed
aaj tak tehri hai zindagi apni jaga
laakh ye chaha k usko bhool jaaon pr
hosley apni jaga aur bebasi apni jaga
raat gehri hai darr bhi sakte hain
raat gehri hai darr bhi sakte hain
hum jo kehte hain woh kar bhi sakte hain
aap jo routhe to itna bhi na socha k
hum to paagal hain mar bhi sakte hain
dard-e-bewafai ka gilla nhi karte
dard-e-bewafai ka gilla nhi karte
muqadar me jo na ho woh milla nhi karte
mat dekh kisi ko nigah-e-hasrat se
wafadar kisi ki nazroon se giraa nhi karte
jis key liye hai pyar mere dil mein bepanah
jis key liye hai pyar mere dil mein bepanah
Koi aur os ki zaat mein dekha nahe gaya
Maana ke Irfan zabt kia tha bohat magar
Woh hath kisi hath mein dekha nahe gaya.
Dekhy bohat sey dushman deewar key parey
ik chand bheegi raat mein dekha nahe gaya
ik chand bheegi raat mein dekha nahe gaya
Hai jeet kya, ye maat mein dekha nahe gaya
Dil khil utha tha os ko dekh kar mera
Lekin raqeeb sath mein dekha nahe gaya.
Har aik baat ko chup chaap kyon suna jaye
Har aik baat ko chup chaap kyon suna jaye
Kabhi tou hosla kar key "nahi" kaha jaye
Juda hai heer sey ranjha kai zamanon sey
Naye sirey sey kahani ko phir likha jaye.
Apni yaaden apni baaten ley kar jana bhol gaya tha
Apni yaaden apni baaten ley kar jana bhol gaya tha
Jane wala jaldi mein tha, mil kar jana bhol gaya tha
Waqt-e-rukhsat meri ankhen ponch raha tha hathon sey
Os ko gham tha itna zayada, khud woh rona bhol gaya tha.