Latest SMS Messages
Hazrat Ali (R.Z) Ne Arz Kiya: Aansu Or Muskurahat
Hazrat Ali (R.Z) Ne Arz Kiya: Aansu Or Muskurahat,
Doono Anmol Khazane Hain,
Pehle Ko Apne Tak Mehdud Rakho,
Or
Doosre Ko Loogo Par Nichhawar Kar Do.
Hazrat Abu Bakar Siddiq (R.Z) Ne Arz Kiya:
Hazrat Abu Bakar Siddiq (R.Z) Ne Arz Kiya:
1- Jo Allah Ta'alah K Kaamon Mein Lag Jaata Hai Tou Allah Ta'alah Os K Kaamon Mein Lag Jaata Hai,
2- Momin Mard Or Aurat K Liye Itna Ilm Kaafi Hai K Wo Allah Ta'alah Se Darti Rahe,
3- Gile
Ek Din Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Shaitaan Ko Kamz
Ek Din Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Shaitaan Ko Kamzoori K Halat Mein Dekha Or Wajah Pouchi Tou Shaitaan Ne Kaha Aey Allah Ta'alah K Rasool (S.A.W) Aap Ki Ummat Se Sakht Ranj Howa Aap (S.A.W) Ki Ummat Ki 6 Khaslatein Mujh Se Bardaasht Nahi Hoti,
Ek Dafa
Ek Dafa
Hazrat Jibrael (A.S),
Hazrat Mekael (A.S),
Hazrat Israfeel (A.S) Or Hazrat Izrael (A.S).
Hazrat Muhammad (S.A.W) K Paas Aaye Or Kaha !
1- Hazrat Jibrael Farmatey Hain: Jo Aadmi Aap (S.A.W) Par Darod Paak Bheje Ga Mein Os Ka
Check Your Knowledge,
Check Your Knowledge,
A- Farishton Mein Sab Se Pehle Kis Ne Sajda Kiya ?
B- Hazrat Adam Jannat Se Nikalne K Baad Kitne Saal Tak Rootey Rahe ?
C- Hazrat Idrees 0r Muhammad (S.A.W) Ki Mulaqat Kab 0r Kahan Howi Thi ?
D- Hazrat Noo
Ambiya Alai-Hi-Salam Ki Umar:
Ambiya Alai-Hi-Salam Ki Umar:
Adam A.S 1000 Years,
Nooh A.S 950,
Shoaib A.S 882,
Sualeh A.S 586,
Zakaria A.S 207,
Ibrahim A.S 195,
Suleman A.S 150,
Ismail A.S 137,
Yaqoub A.S 129,
Moosa A.S 125,
Ishaq A.S 120,
Haroo
Allah Ta'alah Ne Hazrat Moosa (A.S) Se Farmay
Allah Ta'alah Ne Hazrat Moosa (A.S) Se Farmaya: Aey Moosa Mujh Se Os Zubaan Se Dua Maang K Jis Se Tu Ne Gunah Na Kia Ho,
Hazrat Moosa (A.S) Replied: Aey Allah Ta'alah Main Wo Zubaan Kahan Se Laon,
Allah Ta'alah Ne Bataya K Tum
Allah Ta'alah Ko 3 Kaam Sab Se Ziyada Pasand
Allah Ta'alah Ko 3 Kaam Sab Se Ziyada Pasand Hai,
1- Allah Ta'alah Ki Tareef Karna,
2- Allah Ta'alah Se Astaghfaar Karna,
3- Hazrat Muhammad (S.A.W) Pe Durood Bhejna.
Allah Miyan Kehna Jayiz Hai Ya Nahi ?
Allah Miyan Kehna Jayiz Hai Ya Nahi ?
Lafz Miyan K Urdu Mein 3 Ma'anay Hain,
1- Maula
2- Shuhar
3- Zina Ka Dalal
Aisa Lafz Jis Ka Ek B Ma'anay Ghalt Ho Aisa Lafz Allah Ta'alah Ki Paak Zaat K Liye Nahi Bolna Chahiye,
Aisa Messege Jis K Neeche Hawala Kisi Sahaabi K Na
Aisa Messege Jis K Neeche Hawala Kisi Sahaabi K Naam Se Diya Ho Jaise Hazrat Ali (R.Z) Ya Kisi Peghambar Ki Taraf Kiya Gaya Ho Wo Kisi Ko Forward Na Karein Jab Tak Os Ki Tehqeeq Na Ho Jaye Qayamat K Din Aap Se Sawaal Hoga K Main Ne Tou Koi Aesi Baat Nahi