Latest SMS Messages
Hazrat Ali (R.Z) Ne Arz Kiya: Loogo Ko Is Tarah Ma
Hazrat Ali (R.Z) Ne Arz Kiya: Loogo Ko Is Tarah Maaf Karo Jaise Tum Allah Ta'alah Se Umeed Rakhte Ho k Wo Tumhe Maaf Kare.
Hazrat Ali (R.Z) Ne Arz Kiya: Loog Tumhari Aqal Se
Hazrat Ali (R.Z) Ne Arz Kiya: Loog Tumhari Aqal Se Tumhari Shakhsiat Ka Wazan Karte Hain Le-Haa-Za Tum Apni Aqal Ka Wazan Ilm Se Barhaaow.
Hazrat Ali (R.Z) Ne Arz Kiya: Khaaliq Se Maangna S
Hazrat Ali (R.Z) Ne Arz Kiya: Khaaliq Se Maangna Shuja'at Hai,
De De Tou Rehmat Naa De Tou Hikmat Hai,
Makhlooq Se Maangna Zillat,
De Tou Ehsaan Na De Tou Sharmindagi Hai.
Hazrat Ali (R.Z) Ne Arz Kiya: Jab Gunahon K Bawajo
Hazrat Ali (R.Z) Ne Arz Kiya: Jab Gunahon K Bawajood Rub-Ul-Izzat Ki Naimatein Musalsal Tumhein Milti Rahein Tou Hoshiyar Ho Jaana K Tumhara Hisaab Qareeb Or Sakht Tareen Hai.
Hazrat Ali (R.Z) Ne Arz Kiya: Jab B Farigh Waqt Mi
Hazrat Ali (R.Z) Ne Arz Kiya: Jab B Farigh Waqt Mile Tou Apni Maah K Paas Ja K Baith Jaya Karo Q K Maah K Saath Guzra Howa Waqt Qayamat K Din Nijaat Ka Bais Baney Ga.
Hazrat Ali (R.Z) Ne Arz Kiya: Jab B Allah Ta'
Hazrat Ali (R.Z) Ne Arz Kiya: Jab B Allah Ta'alah Se Dua Maango Aqal Nahi Naseeb Maango Q K Main Ne Buhat Se Aqal Walo Ko Naseeb Walo K Paas Kaam Karte Dekha Hai.
Hazrat Ali (R.Z) Ne Arz Kiya: Jaanwar Mein Khuwahi
Hazrat Ali (R.Z) Ne Arz Kiya: Jaanwar Mein Khuwahish,
Or
Farishtay Mein Aqal Hoti Hai,
Insaan Main Doono Hoti Hain,
Agar Aqal Ko Daba Le Tou Jaanwar Agar Khuwahish Ko Daba Le Tou Farishta.
Hazrat Ali (R.Z) Ne Arz Kiya: Ghussa Shaitaan Ki T
Hazrat Ali (R.Z) Ne Arz Kiya: Ghussa Shaitaan Ki Taraf Se Hai,
Or
Shaitaan Ko Aag Se Paida Kiya Gaya Hai,
Or
Aag Ko Pani Bhujati Hai Is Liye Jab B Ghussa Aaye Tou Wazzu Kar Liya Karo.
Hazrat Ali (R.Z) Ne Arz Kiya: Be Parrda Aurat Alla
Hazrat Ali (R.Z) Ne Arz Kiya: Be Parrda Aurat Allah Ta'alah K Nazdeek Koi Izzat Nahi Rakhti,
Hazrat Fatima (R.Z) Ne Farmaya: Aurat Ki Be-pardgi Mard Ki Behayai Ka Saboot Hai.
Hazrat Ali (R.Z) Ne Arz Kiya: Apni Zubaan Ki Taizi
Hazrat Ali (R.Z) Ne Arz Kiya: Apni Zubaan Ki Taizi Os Maah Par Mat Aazmao Jis Ne Tumhein Bolna Sikhaya.