Latest SMS Messages
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: Jab 3 Kefiyate
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: Jab 3 Kefiyatein Ho Tou Foran Dua Maango Os Waqt Dua Rad Nahi Hogi,
1- Jab Jism Kaanp Uthay,
2- Dil Mein Khoof Aa Jaye,
3- Aankhon Se Aansu Jari Ho.
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: Duniya Mein Ag
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: Duniya Mein Agar 4 Cheezein Tumhare Paas Hain Tou Tumhe Nuqsaan Na Hoga.
1- Sachi Zabaan,
2- Amaanat Dari,
3- Khush Ikhlaqi,
4- Rizq-E-Halal.
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: Duniya Ki Zeen
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: Duniya Ki Zeenat 3 Cheezein Hain,
1- Maah,
2- Aulaad,
3- Biwi.
Aakhirat Ki Zeenat 3 Cheezein Hain,
1- Ilm,
2- Taqwa,
3- Sadqa.
Jism Ki Zeenat 3 Cheezein Hain,
1- Kam Kahna,
2- Kam S
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: Apni Peshani S
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: Apni Peshani Se Os Matti Ko Saaf Na Karo Jo Namaaz Mein Sajde Se Lag Jaye Jab Tak Sajday Ka Nishaan Peshani Par Ho Farishte Dua Karte Rahein Ge.
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: Allah Ta'
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: Allah Ta'alah Se Dua Maango Tou Dua Ki Qubooliat Par Yaqeen Rakho Q K Allah Ta'alah Ghafil Or Laparwa Dilon Ki Dua Qubool Nahi Karta.
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: Agar Tu Allah
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: Agar Tu Allah Ta'alah Ki Raza K Liye Kisi Cheez Ko Chorh De Ga Tou Allah Ta'alah Is K Badle Mein Tujhe Os Se Behtr Ata Karega.
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: Aamal Apni Taq
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: Aamal Apni Taqat K Mutabiq Karo Allah Ta'alah Ki Qasam Wo Ajar Dene Se Nahi Thake Ga Tum Hi Aamal Karne Se Thak Jao Ge.
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: 4 Cheezein Aap
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: 4 Cheezein Aap Ko Pareshaan Or Bemaar Karti Hain,
1- Ziyada Baatein Karna,
2- Ziyada Soona,
3- Ziyada Kahna,
4- Ziyada Loogo Se Mail-Jol,
4 Cheezein Aap Ko Khatam Karti Hain,
1- Tension,
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya K Tum Main Se K
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya K Tum Main Se Koi B Kahna Kahye Or Pani Piye Tou Seedhe Haath Se Piye Q K Shaitaan Ulte Haath Se Kahta Hai Or Ulte Haath Se Peeta Hai.
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ki Khususiyat,
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ki Khususiyat,
Aap (S.A.W) Ka Saaya Zameen Pe Nahi Parhta Tha,
Aap (S.A.W) Pe Kabhi Makhi Nahi Bethi,
Aap (S.A.W) Ko Kabhi Jamai Nahi,
Aap (S.A.W) Jaise Aage Dekhte They Waisa Hi Peeche Dekhte They,
<