Latest SMS Messages
–> A Real Fact <–
–> A Real Fact <–
Allah Ta'alah Ko Bhool Gaye Loog Fikr-E-Rozi Mein,
Talaash Rizk Ki Hai Raazik Ka Khayaal Nahi.
w
w
w
c(____I____) |
O My Sweet Allah Ta'alah,
Ye Jo Pyari Si Aankhein Ye Sms Parh Rahi Hain,
In Main Jo Khuwab Hai On Sab Khuwabon Ko Pora Kar De Aameen.
Ye Hazrat Muhammad (S.A.W) Ki Ghulami Bara Sila De
Ye Hazrat Muhammad (S.A.W) Ki Ghulami Bara Sila Degi,
Gulab Ki Tarah Chehra Khila Degi,
Mat Chorna Kabhi Daman-E-Mustafa (S.A.W) Ka,
Ye Mohabbat Aap Ko Allah Ta'alah Se Mila Degi.
Zindagi Zameen K Seenay Mein Reh Gayi,
Zindagi Zameen K Seenay Mein Reh Gayi,
Jannat Kaneez Ban K Madeene Mein Reh Gayi,
Phoolon Ka Husn Hazrat Yousuf Ko Mil Gaya
Or
Khushbu Mere Nabi K Pasine Mein Reh Gayi.
Wo Din Qareeb Hai Jab Aasmaan Pe Sirf 1 Sitaara Ho
Wo Din Qareeb Hai Jab Aasmaan Pe Sirf 1 Sitaara Hoga Or Taubah Ka Darwaaza Band Kar Diya Jaye Ga,
Quran-E-Paak K Haroof Mit Jayein Ge,
Suraj Zameen K Paas Aa Jaye Ga,
Hazrat Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya: Jo Koi B Ye Khabar Loogo Tak Puhunchaye Ga,
Quran-E-Paak Mein 700 Baar Namaaz Ki Dawat Di Gayi
Quran-E-Paak Mein 700 Baar Namaaz Ki Dawat Di Gayi,
Hazrat Ayesha (R. Z) Ne Sab Se Pehle Quran-E-Paak Ki Ayaton Ko Gina,
Quran-E-Paak Mein Surah-Al-Baqara Sab Se Bari Or Surah-Al-Kausar Sab Se Choti Surah Hai,
Quran-E-Paak Ko Poora Ho
Saudi Arab Mein Mufti Hazrat Ka 1 Buhat Eham Ijlaa
Saudi Arab Mein Mufti Hazrat Ka 1 Buhat Eham Ijlaas Howa Jis Mein Ye Fatwa Dia Hai K Qurani Ayaat Ko Mobile Phone Mein Batoor Ring Tune Ya Smart Tune Istemaal Karna Haraam Hai Q K Call Received Kar Lene Se Ayaat Adhuri Reh Jati Hai Jis Se Ayat Ka Matlab B
Quran-E-Paak Parho Tou Dil Khil Jaye,
Quran-E-Paak Parho Tou Dil Khil Jaye,
Namaaz Parho Tou Chehra Rooshan Ho Jaye,
Kitni Dilkash Hai Hazrat Muhammad (S.A.W) Ki Sun-natein,
Amal Karo Tou Zindagi Sanwar Jaye.
Name Of Hazrat Muhammad (S.A.W):
Name Of Hazrat Muhammad (S.A.W):
1- Quran-E-Paak Mein (Muhammad And Ahmed),
2- Zaboor Main (Aaqib),
3- Toraat Mein (Maaz),
4- Bible (Farqaleet),
5- Heaven Mein (Abdul Kareem)
6- Sky Mein (Mujtaba),
7- Earth