Latest SMS Messages
Ae Iman walo! Allah aur uske Rasool SAW ki ita
Ae Iman walo! Allah aur uske Rasool SAW ki ita'at karo aur unki jo tum pe AMEER bana ker bheje
gaye hain. phir agar kisi baat per tum mein jhagra ho jaye to us muamley ko Allah aur Allah k Rasool
SAW ki taraf phair do… Agar tum Allah aur Aakh
Safwan Bin Saleem RA se riwayat hai k Rasool allah
Safwan Bin Saleem RA se riwayat hai k Rasool allah SAW se kisi ne poocha k Kya Muslman dar-pok
ho sakta hai? Aap SAW ne farmaya k HAAN. phir us ne poocha k kya muslman bukheel ho sakta hai
Aap SAW ne farmaya k HAAN. phir usne poocha k Muslman zani h
Faslon na dil ki qurbat ko brha diya*aj us ki yaad
Faslon na dil ki qurbat ko brha diya*aj us ki yaad ne besabab rula diya *Us ko shikwa hai k mujay uski yaad nahi ati*Hum na jis ki yaad main khud ko bhula dia
stay away from lies (jhoot)..
stay away from lies (jhoot)..
Hadith-e-RASOOL SWA hai k Main uss shakhs k liye jannat k darmyan ek ghar ka zima-dar
hoon jo mazah (mazaq) mein bhi jhoot na boley. "SUNAN ABU DAUD"
Aur log kehte hain k hum Allah aur uske Rasool SAW
Aur log kehte hain k hum Allah aur uske Rasool SAW pe Iman laye aur humne ita'at qabool ki
hai..phir in mein se aik giroh munh phair leta hai.. Aise log hargiz Momin nahi. Surah NOOR v 47
Tum mein se koi shakhs us waqt trak momin nahi ho sa
Ae NABI(S.A.W)! farma dijiye in se k agar tum Alla
Ae NABI(S.A.W)! farma dijiye in se k agar tum Allah se muhabbat karte ho to meri ittibaa karo,
Allah tum se muhabbat karega aur tumhari ghaltiyon ko muaf karega, Woh bara Ghafoor-ur-
Raheem hai. Surah Aal IMRAN.. Nabi Pak SAW ki ita'at Allah se
jo log Allah aur uske Rasool (S.A.W) ki ita'at karain, Allah se darain aur uski nafarmani se
bachain,,,, wohi log kaamyaab hain..Surah NOOR v 52. NABI (S.A.W)KI ITA'AT AUR
TAQWA HI HAMARI UKHRAWI NIJAT KA ZARIYA HAI…. BESHUK..
Hamare pyare Nabi HAZRAT MUHAMMAD (S.A.W) Allah k
Hamare pyare Nabi HAZRAT MUHAMMAD (S.A.W) Allah k aakhri nabi hain aur un per
IMAAN lana har khas-o-aam k liye zaria-e-nijat aur unn se MUHABBAT juzw-e-iman hai..
Hadithh Sharif mein aata hai k teen (3) khaslatein
Hadithh Sharif mein aata hai k teen (3) khaslatein aisi hain jin mein wo hon gi woh unki badolat
IMAAN i lazzat aur mithas mehsoos karega….. Inn mein se sabse pehli ye hai k ALLAH aur
Uske RASOOL (S.A.W) se sabse ziada MUHABBAT ho.
Rehman k bandey woh hain jo zameen pe aajzi k sath
Rehman k bandey woh hain jo zameen pe aajzi k sath chalte hain aur jahilon se baat cheet k waqt
SALAAM kar k guzar jate hain… Surah FURQAN