Latest SMS Messages
ravi Abdullah Bin Masood RA: Nabi Pak SAW nefarmay
ravi Abdullah Bin Masood RA: Nabi Pak SAW nefarmaya k jab koi tum mein se taqwa aur parhaizgari karta hai to samjh le k bahisht
jooti k tasmey se bhi ziada nazdeek hai….. and vice versa.
ravi hazrat abu hurera RA: Nabi Pak SAW ne farmaya
ravi hazrat abu hurera RA: Nabi Pak SAW ne farmaya k agar tum woh baatein jante jo main janta hoon to tum hanstey kamm aur rotey ziada…
ravi hazrat abu hurera RA: dozakh ka hijab nafsanai khahishein hain aur jannat ka hijab wo batain hain jo naf
Ravi Hazrat Abu Hurera RA:jo koi Allah aur akhrat
Ravi Hazrat Abu Hurera RA:jo koi Allah aur akhrat k din pe imaan rakhta hai usay chahiye k achi baat moonh
se nikale ya khamosh rahe..
ravi sahal bin saad saa'adi RA: jo shakhas mu
ravi sahal bin saad saa'adi RA: jo shakhas mujhe apni zubaan aur sharamgah ki zamanat de ga main MUHAMMAD SAW
usay jannat ki zamanat deta hoon…
ravi hazrat abu hurera RA: tum mein se har aik kio dua jab tak qabool hoti hai jab tak woh jaldi na karey…. yoon na kahe k
maine dua ki lekin qabool na hui..
Hazrat Abu Hurera RA se marvi hai k Rasool Allah S
Hazrat Abu Hurera RA se marvi hai k Rasool Allah SAW ne farmaya k PARWADIGAAR TABARAK WA TA"ALA
har raat ko jab akheer tahai hissa reh jata hai to pehle aasmaan pe aa jata hai aur farmata hai k kon mujhse dua karta hai
main uski dua qabool ka
Hazrat Abu Hurera RA se marvi hai k Rasool Akram S
Hazrat Abu Hurera RA se marvi hai k Rasool Akram SAW farmate thay k Khuda ki qasam Main to har roz 70 baar se bhi ziada Allah
ki baargah mein istighfar (tauba) karta hoon.
Hazrat Abu Hurera (R.A) se marvi hai k Rasool Akra
Hazrat Abu Hurera (R.A) se marvi hai k Rasool Akram SAW ne farmaya k ALLAH TA'ALA ko bhi ghairat aati hai
aur ye ghairat uss waqt aati hai k jab aadmi koi aisa kaam karta hai jisse Allah Pak ne haraam kiya hai….
Aik dafa Hazrat Umer RA Toraat ka warqparh rahe t
Aik dafa Hazrat Umer RA Toraat ka warqparh rahe thhay. Nabi Pak SAW ne dekha to Aap SAW ka
Chehra Mubarik ghussey se surkh ho gaya. Aap SAW ne farmaya k agar MUSA (A.S) bhi aaj zinda hotey
to unhe meri ita'at k siwa koi chara na tha…..