Latest SMS Messages
Na kabhi yeh chupaya ki pyar kitna hai,
Na kabhi yeh chupaya ki pyar kitna hai,
Na kabhi yeh jataya ki dard kitna hai…
Bas ek hame aur us Khuda ko malum hai,
Ki aapse mulaqat ka intezar kitna hai
Bey Aetibar waqt pe Jhunjla k ru diye.
Bey Aetibar waqt pe Jhunjla k ru diye.
Kho ker kabhi use tu kabhi pa k ru diye.
Khushiyan hamare pas kahan mustaqil rahin.
Bahir kabhi hanse tu ghar aa k ru diye
Dil ko pata Tha woh zarur Aayegi,
Dil ko pata Tha woh zarur Aayegi,
Dil ko Pata Tha Woh zarur Aayegi….
Par kabhi Socha Na Tha ki… Surprise me
KAMBAKHT Apna Husband Bhi saath Layegi
MUHAMMAD SAW SE KISI NE POOCHA K MAIN KHAIRAAT KAR
MUHAMMAD SAW SE KISI NE POOCHA K MAIN KHAIRAAT KARNA CHAHTA HOON LEKIN MUJHE ANDAAZA NAHI K KAUN HAQDAAR HAI
AUR KAUN NAHI?? AAP SAW NE FARMAYA K TU USKO KHAIRAAT KR JO ISKA HAQDAAR HAI AUR USKO BHI JO
HAQDAAR NAHI…….. ALLAH TUJHE WOH BHI DE GA
jo shakhs Allah se darta hai Allah us ke liye nika
jo shakhs Allah se darta hai Allah us ke liye nikalne ki jagah bana deita hai aur usey wahanse rizq deita hai jahan se usay gumaan bhi nahi hota.
SURAH AL-TALAAQ..
hazrat Usman bin Hasain RA kehte hain k maine Raso
hazrat Usman bin Hasain RA kehte hain k maine Rasool ALlah SAW se suna hai k AADAM A.S ki paidaish se le kar qayamat tak
dajjaal se bara aur koi fitna nahi hai…. SAHI MUSLIM..
Kadam u hi dagmaga gaya raste se
Kadam u hi dagmaga gaya raste se
Warna sambhalna hum bhi jaante the
Thokar bhi lagi to us pathar se
Jise hum apna mante the.
hadith-e-RASOOL SAW hai k jab insan koi ghalat che
hadith-e-RASOOL SAW hai k jab insan koi ghalat cheez(gunah) chhorta hai to ALLAH us ko uss se bhi behtar ataa farma deita hai…..
Aur uske ilawa ziada gumrah aur kon ho ga jo ALLAH
Aur uske ilawa ziada gumrah aur kon ho ga jo ALLAH k siwa doosron ko pukare hallan k wo qayamat tak us ki pukaar ka jawab nahi de sakte..
wo to unki puakaar se bhi ghafil hain.. qayamat k din sab log hazir kar diye jayen ge to wo (jin ko ye pukarte hai
Rasool Akram SAW ne aik shakhs k hath mein peetal
Rasool Akram SAW ne aik shakhs k hath mein peetal ka ek karra dekha to kaha, "Tujh per afsos!…… Yeh kya hai????
uss ne kaha k "wahina" (ek bimari) k liye pehna hai…. AAP SAW ne farmaya k khabardar! iss se teri bimari aur kamzori