Latest SMS Messages
Sary Gawahon Or Biyanon ko Mad-e-Nazar Rakhtay Hua
Sary Gawahon Or Biyanon ko Mad-e-Nazar Rakhtay Huay Ye Adalat Dafa 377 k Tehet msg Prhny Waly Mujrem ko….. Msg na Bhejny k Jurm Me "SHEIK" Qarar Deti hy!!!
dosti me shabdo ki ahmiyat nahi hoti
dosti me shabdo ki ahmiyat nahi hoti
dil ke jazbat ki awaj nahi hoti
aankhe bayan kar deti hai dil ki dastan
dosti kabhi lafzo ki mohtaj nahi hoti
kya kahun main kya nahi
kya kahun main kya nahi
woh mera hua nahi
zindagi jeeya karo
yeh koi balaa nahi
dil mein hai lakh lakh par
lab par koi sada nahi
sab ki main hui magar
aks bhi mera nahi
ki hai us ne dillagi
ishq tou kiya nahi
marz laa-elaaz y
Dard kafi hai bekhudi ke liye
Dard kafi hai bekhudi ke liye
Mout zaruri hai zindagi ke liye
Koun marata hai yahan kisike liye
Par hum to zinda hai bas aapki dosti ke liye
haal dekh kar mera ho gai hain ankhein num
haal dekh kar mera ho gai hain ankhein num
aa shab-e-firaq aa ja mil ke aaj ro le hum
zid jo kar raha hai to us gali mein jayega
chahiye bata tujh ko aur un se kitna gum
zulf dekh kar us ki rasta bhula baithe
usne apni zulfon mein is liye
chehre se naqaab apne hata kyun nahi dete
chehre se naqaab apne hata kyun nahi dete
zulmat ko ujaale ka pata kyun nahi dete
hairat bhari nazron se mujhe dekhne wale
zinda hoon abhi aur saza kyun nahi dete
hum apni khwaahishon ki ghulaami nahi kariye
hum apne nafas ko yeh bata kyun
lamhe ye suhane sath ho na ho
lamhe ye suhane sath ho na ho
kal me aaj jaisi baat ho na ho
aapki dosti hamesha is dil me rahegi
chahe puri umar mulakat ho na ho
ishq-hi-ishq hai duniya meri
ishq-hi-ishq hai duniya meri
fitnayi akl se bezaar hu main
zindagi kya hain gunaahe aadam
zindagi hain to gunahagaar hu main
Chiraag tumne jalaya to aankhein bhar aayi
Chiraag tumne jalaya to aankhein bhar aayi
kisi ne haath milaya to aankhein bhar aayi
sukun-e-dil ke liye humne ghar jalaya tha
sukoon fir bhi naa paaya to aankhein bhar aayi
apne ahbaab ki nazron ko badalte dekha
apne ahbaab ki nazron ko badalte dekha
gardishein-waqt ko rafhtaar pakadte dekha
sulaghti raah pe deewanon ko chalte dekha
jo sayane the unko raah badalte dekha
jab bhi maayusiyon ke beech mein khushi chamki
ek bacche ko khilounon se behalt