Latest SMS Messages

Qudrat K Asoolon Main Badal Kion Nahi Hota Jo Aaj

March 15th, 2008     Urdu SMS

Qudrat K Asoolon Main Badal Kion Nahi Hota Jo Aaj Howa Hai Wo Kal Kion Nahi Hota Har Jheel Main Lahrain Hain Har Jheel Main Pani Phir Har Shakhs K Muqadar Main Kanwal Kion Nahi Hota Is Dunya Ka Dewan Us Ny He Likha Hai Phir Har Shakhs Piari Si Ghazal Kaio

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

mohabat k chand ko apny panahoon ma reehny do

March 15th, 2008     Love SMS

mohabat k chand ko apny panahoon ma reehny do
laboon ko na kholo ankhoon ko kuch kehny do
dil py hath rakho or kuch deer ko reehny do
mujy mehsos kero or apny pass he rehny do

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 10.0/10 (1 vote cast)

kal raat urh rahy thee sitary hawa k saat

March 15th, 2008     Love SMS

kal raat urh rahy thee sitary hawa k saat
or ma udas beitha thaa apny KHUDA k saat
ya tu KABULIAT ka tarika sikha mujy
ya mery dil ko band dy apny raza k saat

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 10.0/10 (1 vote cast)

Tera Khayaal Hi Kuch Meherbaan Hai Warnaa

March 15th, 2008     Anniversary SMS

Tera Khayaal Hi Kuch Meherbaan Hai Warnaa
Jahaan Mein Koun Kisi Ka Khayaal Rakhti Hai
Woh Apnay Ishq May Kaisa Kamaal Rakhti Hai
Ke Be-Rukhi May Bhi , Mera Khayaal Rakhti Hai

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Kaha Talak Koi Dast-e-Karam Ko Zehmat Dey

March 15th, 2008     Anniversary SMS

Kaha Talak Koi Dast-e-Karam Ko Zehmat Dey
Tamaam Shaher Hi Dast-e-Sawaal Rakhti Hai
Meri Uraan Ke Aagay Hai Kis Qadar Bey-Bas
Yeh Aasmaan Jo Sitaaroon Ki Jaal Rakhti Hai

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Jo Aaj Meri Nahien Hai Woh Kal Meri Ho Gi

March 15th, 2008     Anniversary SMS

Jo Aaj Meri Nahien Hai Woh Kal Meri Ho Gi
Kay Har Zamaana Uroj-o-Zawaal Rakhti Hai
Ajab Nahi Woh Jahaa Bhar Ko Bewafa Samjhe
Nazar Mein Meri Wafa Ki Misaal Rakhti Hai

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Woh Apnay Ishq May Kaisa Kamaal Rakhti Hai

March 15th, 2008     Anniversary SMS

Woh Apnay Ishq May Kaisa Kamaal Rakhti Hai
Ke Be-Rukhi May Bhi , Mera Khayaal Rakhti Hai

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Phool Khilna Chahta Hai, Kali Khilne Nahin Deti Di

March 15th, 2008     Anniversary SMS

Phool Khilna Chahta Hai, Kali Khilne Nahin Deti Dil Milnaa Chahtaa Hai, Kismat Milne Nahin Deti Maana ke aapke nazroon main kuch nahin hain hum Magar unse jakar puchiye jinhain hasil nahi hain hum Manzil ko paane ke liye Saahil ko paar karna parta hai Moh

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Hum ne kisi ki yaad main rona hi chor diya Apni Zi

March 15th, 2008     Anniversary SMS

Hum ne kisi ki yaad main rona hi chor diya Apni Zindagi ko talaash karna hi chor diya Sab beeti hui baatein bhula di hum ne Ab Dil main maazi basana chor diya Kaanton se bhar dete hain log daaman Hum ne Aangan main Phool khilana hi chor diya Kabhi na maan

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Jab Mai Raaton Ko Taare Ginta Hu

March 15th, 2008     Anniversary SMS

Jab Mai Raaton Ko Taare Ginta Hu
Aur Tere Kadmon Ki Aahat Sunta Hu
Lage Muje Har Tara, Tera Darpan
Aaye Tum Yaad Muje…
Har Pal Man Mera Mujse Kahta Hai
Jiski Dhun Mei Tu Khoya Rehta Hai
Bhar De Phoolo Se, Uska Daaman
Aaye Tum Yaad M

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)