Latest SMS Messages
samunder ko kya dukh hai bataa bhi nahin sakta, aa
samunder ko kya dukh hai bataa bhi nahin sakta, aankhn mai aansuu laa bhi nahin sakta, tu saath chhodkar jaa rahi hai mera kasoor nahin tera, har shaksh mera saath nibha bhi nahin saktaa…….
Yun toh bahut tha baatane ko, zamaane se chup ke c
Yun toh bahut tha baatane ko, zamaane se chup ke chaha tha apne chahne wale ko, kya khabar thi yun tanha chod deega woh, acha hua ki mere dukh ki khabar bhi na mil paaye zamaane ko. …….
zaraa palat kar to dekh lete, hum wahi khade the,
zaraa palat kar to dekh lete, hum wahi khade the, pal do pal to aap muskura lete, to un palo mein hum apni sari zindagi jee lete
Aaj arse baad jab suni uski awaaz, toh laga ki mer
Aaj arse baad jab suni uski awaaz, toh laga ki mere bahut pass hai woh. Ho gayi nam yeh aankhen jab hosh aaya, aur paya ki kabhi naa puri hone wali aas hai woh.
Jinki aankhen aansuon se namm nahi, Kya samajhte h
Jinki aankhen aansuon se namm nahi, Kya samajhte ho unhe koi gham nahi? Tum tadap kar roh diye toh kya hua? Gham chhupa ke bhi hasne waale kam nahi…
Saath chhod ke kabhi humse juda mat hona, wafa cha
Saath chhod ke kabhi humse juda mat hona, wafa chahiye tumse bewafa mat hona, ruthe chahe sari khudai humse magar, tum kabhi bhi humse khafa mat hona…**
Raat ki tanhai mein unko awaaz diya karte hain
Raat ki tanhai mein unko awaaz diya karte hain
Raat mein sitaaron se unka zikre kiya karte hain
Woh ayen ya na ayen humare khwabon mein
Hum toh bus unhi ka intezaar kiya karte hain
Mana teri nazar mein tera pyaar hum nahi,
Mana teri nazar mein tera pyaar hum nahi,
kaise kahen ki tere talabgaar hum nahi,
Khud ko jala ke khak kar dala, mita diya,
lo ab tumhari raah mein dewaar hum nahi,
Jis ko sanwara humne tamannaon ke khoon se,
gulshan mein us bahar ke haqdaa
Daastaan-e-gham-e-dil unko sunaii na gayi
Daastaan-e-gham-e-dil unko sunaii na gayi
baat bigdii kuchh aisii ki banaii na gayi
Sab ko ham bhool gaye josh-e-junoon mein lekin
ek teri yaad thi aisi ki bhulaai na gayi
Ishq par kuchh na chalaa dida-e-tar ka jaadoo
usne jo aag lagaa
Ishq ke lamhe sharaab lagte hain
Ishq ke lamhe sharaab lagte hain
Kuch chehre mehtaab lagte hain
Dukh itne sahe mohabbat main guzre hue
Ke har lamhe hi azaab lagte hain