Latest SMS Messages
Tumse doori ka ehsaas sataane lagaa, Tere saath gu
Tumse doori ka ehsaas sataane lagaa, Tere saath guzaraa har lamha yaad aane laga, Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki aye dost, Tu dil ke aur bhi kareeb aane laga !
Jise dil ki kalam aur mohabbat kehte hai, jise lam
Jise dil ki kalam aur mohabbat kehte hai, jise lamho ki kitab aur yaado ka cover kehte hai, yahi wo subject hai jise log FRIENDSHIP kehte hai
youn loat aao keh ek baar phir say mera ehsas,
youn loat aao keh ek baar phir say mera ehsas,
tumharay sath kay naghmon kay sahar mein doobay
keh jaisay madhur sargoshi ka koi khoya howa saaz
apnay suroon kay jaltarang say khud hi lehkay
youn loat aao keh ek baar phir say mera wajood,
youn loat aao keh ek baar phir say mera wajood,
tumharay sath kay rangon mein kuch is trah rangay,
keh jaisay raat mein phailay sagar ki koi tarpti lehar,
haseen chand ki narm roshni mein behakay
Ham aapki yaad mein udas hain, bas aapse milne ki
Ham aapki yaad mein udas hain, bas aapse milne ki aas hai. Chahe dost kitne bhi kyun na ho. Apne liye to bas aap hi khas hai
Koi gila nahi hai mujhay apni barbadi ka
Koi gila nahi hai mujhay apni barbadi ka
Main to khaali tha aag se jal janay k liye
Ab duniya kuch bhi kahay, mujhay parwa nahi
Main to jeeta tha zindagi, mar janay k liye
In faaslOn ko na samjho meri be-Wafayi
In faaslOn ko na samjho meri be-Wafayi
Main door hoon tumse, paas aanay k liye
Mat jano haqeeqat mere in AansuOn ko
Main to roota hoon tumhein rulanay k liye
Jab bhi qareeb aata hoon batanay k liye
Jab bhi qareeb aata hoon batanay k liye
Zindagi door rakhti hai satanay k liye
MehfilOn ki shaan na samajhna mujhay
Main to hansta hoOn gham chupanay k liye
Kachi Deewar Hoon Thokar Na Lagana Mujh Ko
Kachi Deewar Hoon Thokar Na Lagana Mujh Ko
Apni Nazron Mein Basa Ker Na Girana Mujh Ko
Tumko Aankhon Mein Basa Ker Rakhti Hoon
Dil Mein Dharkan ki Tarah Tum Bhi Basana Mujh Ko
Khuda ki itni bari kayiinaath me maine
Khuda ki itni bari kayiinaath me maine
Bas ek shakhs ko maangi mujhe wahee na mila
Bahut ajeeb hai ye kurbathon ki dhoori bhi
Wo mere saath aur mujhe kabhi na mila