Latest SMS Messages
Tamana-e-ishq to hum bhi rakhte hai, kisi ke dil m
Tamana-e-ishq to hum bhi rakhte hai, kisi ke dil me hum bhi dhadakte hai, na jaane hume woh kab milengi, jis ke liye hum roz tadapte hai.
Ahle dil owr bhi hein wafa owr bhi hein
Ahle dil owr bhi hein wafa owr bhi hein
Aik hum hi nahi dunya say khafa owr bhi hein
Hum pe hi khatam nahi maslak E shoreeda siri
Chak dil owr bhi hein chak qaba owr bhi hein
Kia huwa agar meray yaroo.n ke zabanein chup hein
Meray shahid me
Awaz key hamrah sarapa bhi to dekhoo.n
Awaz key hamrah sarapa bhi to dekhoo.n
Aye jan E sukhan mein tera chehra bhi to dekhoo.n
Dastak to kuch aisi hey keh dill choonay lagi hay
Is habas mein barish ka yeh jhonka bhi to dekhoo.n
Sehra ke tarha rehtay huway thak gai ankhein
Dukh
Ik shakhas ko sochti rahi mein
Ik shakhas ko sochti rahi mein
Phirr aiena dekhnay lagi mein
Is ke tarha apna nam lay kar
Khood ko bhi lagi nai nai mein
Too meray bina na reh saka tow
Kab teray bagheir jee sakee mein
Ati rahay ab kahein say awaz
Ab tow teray pass aa
Hum tak aya to mehr E lutf O karam
Hum tak aya to mehr E lutf O karam
Tera waqat E zawal tha kia tha
Jis nay teh say mujhay uchal dia
Dobnay ka khiyal kia tha
Jis pe dil saray ehed bhole gia
Bhoolnay ka sawal tha kia tha
Titliya.n thay hum our qaza kay pas
Surkh phoolo
Niend tow khawab ho gai shaid
Niend tow khawab ho gai shaid
Jins nayab ho gai shaid
Apnay gharr ke tarha wo larrki bhi
Nazar selab ho gai shaid
Tujh ko sochoo.n tow roshni dekhoo.n
Yoo.n mahtab (Moon) ho gai shaid
Aik mudat say ankh roi nahi
Jheel payab ho gai sha
Kabhi Yun Bhi Aa Meri Aankh Mein,
Kabhi Yun Bhi Aa Meri Aankh Mein,
Ke Meri Nazar Ko Khabar Na Ho
Mujhe Ek Raat Nawaz De ,
Magar Uske Baad Saher Na Ho
Woh Bara Raheem-o-Kareem Hai,
Mujhe Yeh Sifat Bhi Ata Karein
Tujhe Bhoolne Ki Dua Karoon,
To Dua Mein Meri Asar Na Ho
Chalo ik baar phir se ajnabi bun jaen hum dono
Chalo ik baar phir se ajnabi bun jaen hum dono
na main tum se koi umeed rakhon dilnawazi ki
na tum meri taraf dekho galat andaaz nazron se
na meray dil ki dharkan larkharaey meri baton se
na zaher ho tumhari kashmakash ka raaz nazron se
tum
Merey Humsafar
Merey Humsafar
Bersoon Ki Soch main sochoon to
Kuch Perchahiyaan Kuch Pachtaway
Merey Humsafar Hain
Bersoon Ki Chahat Ko Lamhoon Main Sochoon To
Kuch Aansoo kuch Shikway
Mery Humsafar Hain
Bersoon Ki Rafaaqat Ko Lamhoon Main Sochoon T
Kathin hey zindagi kitni
Kathin hey zindagi kitni
safar dushwaar hey kitna
kabhi paaon nahi chaltey
kabhi rasta nahi milta
hamen to sheher men koi
terey jesa nahi milta
mujhey phir bhi merey maalik
koi shikwaa nahi tujh sey
men har dukh jhail sakta hoon